Dosti Shayari in English or Friendship Shayari must be needed by a true friend, which he can share with his friend to strengthen their friendship even more and at the same time can set an example of true friendship.
It is often said that today there is no dearth of selfish friends in this world, who befriend only for their selfishness, then leave them in the middle of the way or forget them forever. Today everyone has friends but true friends are rarely seen.
We do not say that there is a dearth of true friends in this world, there are such friends who consider you their everything, such friends are one in a million.
If your friend is also one of those millions who have considered you everything without giving much importance to the world, then you are very lucky. If you are searching for Best Friendship Shayari for your friend on this post then I appreciate your decision.
As a writer, in this post, I am presenting dosti shayari 2 line english hindi, friend shayari in english, best friend shayari english, best friend shayari in english, best friend shayari in english 2 line, shayari on best friend in english for all of you, which you can strengthen your friendship by sharing with your friend, as well as winning the friend's trust, you can give an example of your friendship. Are. So let's go ahead and read the shayari for friends.
Dosti Shayari in English | Friendship Shayari In English
Heart Touching Best Friend Shayari in Hindi |
Log Kehte Hain Zamin Par Kisi Ko Khuda Nahi Milta,
Shayad Unn Logon Ko Dost Koyi Tum Sa Nahi Milta.
Chand Lamhon Ki Zindgani Hai,
Nafraton Se Jiya Nahi Karte,
Dushamano Se Guzarish Karni Padegi,
Dost Toh Ab Yaad Kiya Nahi Karte.
Tu Kitni Bhi KhoobSurat Kyun Na Ho Ai Zindagi,
KhushMijaaz Dosto Ke Bagair Tu Achhi Nahi Lagti.
Sachchi Hai Meri Dosti Aazma Ke Dekh Lo,
Karke Yakeen Mujh Pe Mere Paas Aake Dekh Lo,
Badalta Nahi Kabhi Sonaa Apna Rang,
Jitni Baar Chahe Aag Laga Kar Dekh Lo.
Milna Bichhdna Sab Kismat Ka Khel Hai,
Kabhi Nafrat Toh Kabhi Dilo Ka Mel Hai,
Bik Jata Hai Har Rishta Iss Zamane Mein,
Sirf Dosti Hi Yahan Not For Sale Hai.
Duniyadari Mein Hum Thode Kachche Hain,
Par Dosti Ke Muamale Mein Sachche Hain,
Humari Sachayi Bas Iss Baat Par Kayam Hai,
Ki Humare Dost Humse Bhi Achchhe Hain. dosti shayari in ENGLISH
Shayari on Best Friend in English
Diye Toh Aandhi Mein Bhi Jala Karte Hain,
Gulaab Toh Kaanto Mein Bhi Khila Karte Hain,
Khush-Naseeb Bahut Hoti Hai Woh Shaam,
Dost Aap Jaise Jab Mila Karte Hain.
Ehsaas Bahut Hoga Jab Chhod Ke Jayenge,
Royenge Bahut Magar Aansu Nahi Aayenge,
Jab Saath Koi Na De Toh Aawaj Humein Dena,
Aasman Par Honge Toh Bhi Laut Ke Jayenge.
Karni Hai Khuda Se Gujarish,
Teri Dosti Ke Siwa Koi Bandgi Na Mile,
Har Janam Mein Mile Dost Tere Jaisa,
Ya Phir Kabhi Zindgi Na Mile.
Dekhi Jo Nabj Meri Toh Hans Kar Bola Hakeem,
Tere Marz Ka Ilaaj Mehfil Hai Tere Doston Ki.
Dosti Shayari 2 Line English Hindi
Heart Touching Best Friend Shayari in Hindi |
Chhoti-Chhoti Shararaton Ka Anzaam Hai Dosti,
Kahe-Ankahe Rishton Ka Paigam Hai Dosti,
Din-Raat Ki Masti Ka Naam Hai Dosti,
Lekin Aapke Bina Bilkul Bejaan Hai Ye Dosti. friendship shayari in english
Mere Lafzon Ko Itne Gaur Se Na Parha Karo Dosto,
Kuchh Yaad Rah Gaya Toh Mujhe Bhool Nahi Paaoge.
Har Khushi Se Khoobsurat Teri Sham Kar Du,
Apna Pyaar Aur Dosti Tere Naam Kar Du,
Mil Jaye Agar Dobara Yeh Zindgi Ai Dost,
Har Baar Main Ye Zindgi Tujh Par Qurban Kar Du.
Dost Samajhate Ho To Dosti Nibhate Rahna,
Hame Bhi Yaad Karna Khud Bhi Yaad Aate Rahna,
Humari To Har Khushi Dosto Se Hi Hai,
Hum Khush Rahe Ya Na Aap Yu Hi Muskurate Rahna.
Ek Raat Rab Ne Mere Dil Se Poochha,
Tu Dosti Mein Itna Kyun Khoya Hai?
Dil Bola... Doston Ne Hi Di Hai Saari Khushiyan,
Varna Pyaar Karke To Dil Hamesha Roya Hai.
Best Friend sShayari in English 2 Line
Aasmaan Se Tod Kar Sitara Diya Hai,
Aalam-e-Tanhai Mein Ek Sharara Diya Hai,
Meri Kismat Bhi Naaz Karti Hai Mujhpe,
Khuda Ne Dost Hi Itna Pyara Diya Hai.
Saath Agar Doge Toh Muskurayenge Jarur,
Pyar Agar Dil Se Karoge Toh Nibhayenge Jarur,
Kitne Bhi Kante Kyu Na Ho Dosti Ki Raaho Mein,
Aawaz Agar Dil Se Doge To Aayenge Jarur.
Dosti Dard Nahi Khushiyon Ki Saugat Hai,
Kisi Apne Ka Zindgi Bhar Ka Saath Hai,
Ye Toh Dilon Ka Woh KhoobSurat Ehsaas Hai,
Jiske Dam Se Roshan Yeh Saari Kaaynat Hai.
Also ReadЁЯШНЁЯСЗ
Khuda Ne Agar Ye Rishta Banaya Na Hota,
Ek Pyaare Dost Ko Mujhse Milaya Na Hota,
Zindagi Ho Jati Humari Bilkul Veeraan,
Agar Aap Jaise Dost Ko Paaya Na Hota. best friend shayari in english
Friend Shayari in English
dosti shayari in ENGLISH |
Jo Dil Ke Ho Kareeb Use Ruswa Nahi Karte,
Yun Apni Dosti Ka Tamasha Nahi Karte,
Khamosh Rahoge Toh Ghutan Aur Badegi,
Apno Se Koi Baat Chhupaya Nahi Karte.
Dosti Mein Dost, Dost Ka Khuda Hota Hai,
Mahsoos Tab Hota Hai Jab Wo Juda Hota Hai.
Kismat Walon Ko Hi Milti Hai Panaah Kisi Ke Dil Mein,
Yun Har Shakhs Ko Toh Jannat Ka Pata Nahi Milta.
Dost Ne Dil Ka Haal Bataana Chhor Diya,
Humne Bhi Gehrayi Mein Jana Chhor Diya,
Aap Ne SMS Karna Kya Band Kar Diya,
Humne Mobile ReCharge Karana Chhor Diya.
Best Friend Shayari in English
Door Ho Jaayein Toh Jara Intezaar Kar Lena,
Apne Dil Mein Itna Toh Aitbaar Kar Lena,
Laut Ke Aayenge Hum Agar Kahin Chale Bhi Gaye,
Aap Bas Humse Dosti Barakaraar Kar Lena.
Na Tum Door Jaana Na Hum Door Jayenge,
Apne-Apne Hisse Ki Dosti Ko Nibhayenge.
Waqt Ki Yaari Toh Har Koi Kar Leta Hai Dost,
Mazaa Toh Tab Hai Jab Waqt Badle Par Yaar Na Badle.
Aapki Humari Dosti Suron Ka Saaj Hai,
Aap Jaise Dost Par Hamein Naaz Hai,
Ab Chaahe Kuchh Bhi Ho Jaye Zindgi Mein,
Dosti Waise Hi Rahegi Jaise Aaj Hai. friendship shayari in english
Tum Sada Muskurate Raho Yeh Tamanna Hai Humari,
Har Dua Mein Maangi Hai Bas Khushi Tumhari,
Tum Saari Duniya Ko Dost Bana Kar Dekh Lo,
Phir Bhi Mahsoos Karoge Kami Humaari.
Also ReadЁЯШНЁЯСЗ
Gunaah Kar Ke Saza Se Darte Hain,
Zeher Pee Ke Dawa Se Darte Hain,
Dushmano Ke Sitam Ka Khauf Nahi Humein,
Hum Dosto Ke Khafa Hone Se Darte Hain.
Best Friend Shayari English
friendship shayari in english |
Hum Jab Bhi Aapki Duniya Se Jayenge,
Itni Khushiyan Aur Apnapan De Jayenge,
Ke Jab Bhi Yaad Karoge Is Pagal Dost Ko,
Hansti Aankhon Se Aansoo Nikal Aayenge.